Momin Ki Maut Ki Nishaniyan
05/02/2022
MOMIN KI MAUT KI NISHANIYA’N
i)Imam Sadiq (as):
Maut ke waqt Momin ki zabaan bund ho jaati
hai (bargaah e Ilaahi mein haazri ke khauf se).
(Man La Yahzarahul Faqeeh, v1, p97)
ii)Imam Baqir (as):
Momin ki nishaani ye hai ke jab uski Maut ka
waqt aata hai to uske chehre ka rang jita sufaid
tha oos se zyada sufaid aur raushan ho jaata
hai, pehsaani par paseena aane lagta hai, uski
aankho’n se aansuo’n ki tarah rutubat behne
lagti hai; to yehi uski Ruuh nikalne ki nishaani
hai…
(Man La Yahzarahul Faqeeh, v1, p100)