05/08/2022
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Sab Huwe Serab Tujh Sy Ay Faraat
Kafela Yasrab Ka Pyasa Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Zohar Tak Jab Faoj Pohnchi Khuld Mai.n
Saahibe Lashkar Akela Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Iss Qadar Tha Khushk Hazrat Ka Gala
Khanjar-E-Qatil Bhi Pyasa Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Dag-maga Kar Jab Gire Ghore se Shah
Kaap Kar Arsh-E-Mualla Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Kahti Thi Maa Soye Asghar Kabr Mai.n
Haye Khali Un Ka Jhula Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Zakhm Kha Ty Hi Jo Akbar Gir Pare
Chid Ke Barchi Main Kaleja Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Jab Huwi Beparda Aulad E Rasool
Phir Jahan Main Kis Ka Parda Reh Gaya
Mujrai Mehman Pyasa Reh Gaya
Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya