Doraan-e-ayaam-e-haiz aurat se jama karne ke nuksaan
04/02/2022
Doraan-e-ayaam-e-haiz aurat se jama (sex) karney se aulaad mein marz e jazaam(korh) paida hota hai. Jamaa k forun baad peeshaab na karney se pathri paida hojati hai. Jama k baad ghusal kiay baghair doosri martaba jama karney se aulaad main junoon paida hojata hai.
--------Tib e imam Ali Raza A.S. Pg 27