Kuch rabeta hai zehen ka is hath se zaroor..!!
Hasb e takheel sab sar e qirtaas likh diya..!!
Socha likhoo’n wafa ki mai’n tafseer yak ba tak..!!
Be ikhteyar hath ne ABBAS likh diya..!!