24/06/2026
Sajjad, Sajjad, Sajjad
Haye Mera Sajjad
Aa Gaya Bazaar Maula Mera, Haye Mera Sajjad
Saath Hain Bibiyan, Kya Karein Natawan
Haye Mera Sajjad
Zanjeeron Mein Jakda Maula, Saath Saara Qaidi Kulba
Jisne Dekha Woh Bhi Roya, Jisne Dekha Woh Bhi Roya
Tu Hai Sar-e-bazaar Maula Mera
Haye Mera Sajjad
Aa Gaya Bazaar Maula Mera, Haye Mera Sajjad
Zalim Loki, Des Paraya, Na Akbar Na Alama Wala
Rat Ankhiyan Cho Ronda Aaya Rat Ankhiyan Cho Ronda Aaya
Aaya Mastura Sang Darbar Maula Mera
Haye Mera Sajjad
Saath Hain Bibiyan, Kya Karein Natawan
Haye Mera Sajjad
Jab Wo Qaidi Kuba Aaya
Sham Shehr Ko Haste Dekha
Bazari Tha Majma Sara
Manzar Na Bhula Gamkhar Maula Mera
Haye Mera Sajjad
Aa Gaya Bazaar Maula Mera, Haye Mera Sajjad
Sham Da Qaidi Gairat Wala
BA Kirda Ho Jakhmi Baba
Sang Jainab De Turda Aaya
Parde Da Pursedar Maula Mera
Saath Hain Bibiyan, Kya Karein Natawan
Haye Mera Sajjad
Zakhmi Zakhmi Mera Maula
Dil Hai Jiska Para Para
Taziyane Khata Aaya
Sehta Sitam Kai Bar Maula Mera
Haye Mera Sajjad
Aa Gaya Bazaar Maula Mera, Haye Mera Sajjad
Saath Hain Bibiyan, Kya Karein Natawan
Haye Mera Sajjad
Sajjad, Sajjad, Sajjad