Ya Ghazi - Har Dil Ka Sahara. Ya Ghazi as
01/08/2022
Abbas(as) -2
Ya Ghazi Ya Mola, Sabka Sahara Mola
Abbas(as) -4
Sadaat ka pyaara Ya ghazi,
Mola hai hamara Ya Ghazi,
Sabne hai pukara Ya Ghazi,
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas
Jab paak alam lehraata hai, Mujhe Yaad tu ghazi aata hai -2
Mujhe Yaad tu ghazi aata hai.
Mere dil ka wazifa Ya Ghazi,
Hai Mera aqeeda Ya Ghazi
Sadaat ka pyaara Ya ghazi,
Mola hai hamara Ya Ghazi,
Sabne hai pukara Ya Ghazi,
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas
Sultan-E-Wafa Ghazi Mola, Jageer tumhari Karbobala -2
Jageer tumhari Karbobala
Roze pe bulana Ya Ghazi,
Jageer dikhana Ya Ghazi
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Ghazi Ya Mola Sabka Sahara Mola
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas
Sadat ke dil ki aas ho tum,Zehra(sa) ki dua Abbas ho tum -2
Zehra(sa) ki dua Abbas ho tum
Zainab(as) ne hai paala Ya Ghazi
Shabbir(as) ka saya Ya Ghazi
Sadaat ka pyaara Ya ghazi,
Mola hai hamara Ya Ghazi,
Sabne hai pukara Ya Ghazi,
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas
Abbas teri azmat ki qasam, Ucha hi sada dekha hai alam -2
Ucha hi sada dekha hai alam
Teri shaan hai aala Ya Ghazi,
Tera bol hai bala Ya Ghazi
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Ghazi Ya Mola Sabka Sahara Mola
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Jab mashko alam ki baat chali, Masoom Sakina(as) Yaad aai -2
Masoom Sakina(as) Yaad aai
Bachchi ka wo rona Ya Ghazi
Ro Ro ke bulana Ya Ghazi
Sadaat ka pyaara Ya ghazi,
Mola hai hamara Ya Ghazi,
Sabne hai pukara Ya Ghazi,
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas
Tere baad Husain(as) Hue tanha, lakho ne Ghareeb ko gher liya -2
lakho ne Ghareeb ko gher liya
Syyed ka tha nauha Ya Ghazi,
Bhai hai bichadta Ya Ghazi
Har Dil Ka Sahara Ya Ghazi
Har Lab pe hai nara Ya Ghazi
Ya Ghazi Ya Mola Sabka Sahara Mola
Ya Mola Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Ya Ghazi Ya Mola Sabka Sahara Mola
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl
Abbas Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abalfazl

