Aankhe (Eyes) Sehatmand rakhne ka tareeqa
23/10/2026
3 Cheeze Dekhne Ki Salahiyat Ko Badhati Hai,
- Ithmid Surma (Khol) lagana,
- Hariyali (Greenery) Ko Dekhna
- Khoobsurat Chehra Dekhna.
Giza/Foods-
1) Badaam (Almonds)
2) Gaajar (Carrots)
3) Beh (Quince)
4) Berni Khajoor (Berni Dates)
5) Pyaaz (Onions)
6) Kandur (Boswellia)
7) Gosht (Meat)
8) Marzanjush (Marjoram)
Dusri Chizen-
1) Miswak Karna (Arak Ka Miswak)
2) Jumeraat (Thursday) Ke Din Naakhun (Nails) Kaatna (Zohar Ke Baad Ziyada Behtar Hai)
3) Aankho Me Aab e Zam Zam Daalna
4) Aankho Me Baarish Ka Pani Daalna
5) Surma Lagana (Ithmid Khol)
6) Baalo Me Mehndi (Henna) Lagana
7) Khana Khane Se Pehle Aur Baad Me Hath Dhona.
Tibb e Ahlebait (As)