Hafeza aor Aqal ko durust karne ke liye
23/10/2026
Hazrat Muhammad Mustafa (S.a.w.w) Ne Farmaya Hai,
Kaddu (Pumpkin) Ka Saalan Khao, Kyuki Iss Se Magaz (Brain) Badhta Hai Aur Aql Me Izafa Hota Hai.
Imam Jafar Sadiq (a.s) Ne Farmaya Hai,
Sirka (Vinegar) Khane Se Aql Me Izafa Hota Hai. Bachcho Ke Peyt Me Kido Ko Maar Deta Hai.
Imam Musa Kazim (a.s) Farmate Hai,
Sadab (Rue) Ko Pees Kar 1 Chammach Rozana Khao, Iss Se Aql Ziyada Hogi.
Doosri Chize,
- Kandur (Boswellia)
- Karfas (Celery)
- Halila (Myrobalan)
- Khurfa (Purslane)
- Beh (Quince)
- Masoor (Lentils)
- Kishmish (Raisins)
- Attar Lagana (Applying Fragrance)
- Hijamah Karwana (Islamic Cupping Therapy)
Tibb e Ahlebait (As)