Headache , Sir ka dard
23/10/2026
Hazrat Muhammad Mustafa (S.a.w.w) Farmate Hai,
Agar Koi Jumma (Friday) Ke Din Apne Sar (Head) Ko Gul Khatmi (Hollyhocks Flower) Se Dhoye (Wash) To Uss Ke Rizq Me Barkat Hogi Aur Uss Ke Sar Me Dard (Headache) Nahi Hoga.
Imam Musa Kazim (As) Farmate Hai,
Agar Kisi Ko Sar (Head) Me Shadid Dard (Pain/Migraine) Ho To Wo Jumma Ke Din Apne Sar ko Gul Khatmi Se Dhoye, Isse Uska Sar Dard Khatm Ho Jayega Aur Ye Khaal Ki Bimariyo Ko Bhi Thik Karta Hai.
Imam Jafar Sadiq (As) Farmate Hai,
Jab Kabhi Rasoolallah Ko Sar Me Dard (Headache) Hota To Wo Apni Naak (Nose) Me Do Do Boond (Drops) Til Ka Tel (Sesame Oil) Daalte The.
Sar Dard (Headache) Ke Liye,
2 Saabut Akhrot (Walnuts) Len Aur Unhe Tawe Par Garam Kare Aur Fir Tod Kar Garam Giri Khaye.
Tibb e Ahlebait (a.s.)