23/10/2026
Imam Ali (A.S.) Farmate Hai,
Shahed (Honey) Istemaal Karo, Bimariyo Ko Khatm Karta Hai Aur Dil Ko Saaf Karta Hai.
Makaram al Akhlaq, Vol 1, page 359
Imam Ali (A.S.) Farmate Hai,
Sirka (Vinegar) Dil Ko Roshan Wa Zinda Karta Hai.
Bihar al Anwar, Vol 66, page 304
Imam Ali (A.S.) Farmate Hai,
Masoor (Lentils) Ki Daal Khao, Dil Ko Mazboot Karti Hai.
Al Kafi, Vol 6, page 343
Imam Jafar Sadiq (A.S.) Farmate Hai,
Seb (Apple) Dil Ke Liye Bahut Mufeed (Beneficial) Hai.
Bihar al Anwar, Vol 66, page 164
Imam Jafar Sadiq (A.S.) Farmate Hai
Naspati (Pear) Khao, Dil Ko Jila Bakhashti Hai.
Makaram al Akhlaq, page 379
Imam Musa Kazim (A.S.) farmate hai,
Beh (Quince) Khaye, Dil Ko mazboot Karta Hai.
Al Mahasan, Vol 2, page 366