Hafeza Aur Aql (Memory And Mind)
23/10/2026
Imam Ali (a.s) Farmate Hai,
Ye Wo Chize Hai Jo Hafeza Aur Aql Ko Kam Karti Hai,
- Khatta Seb/Green Sour Apple
- Dhaniya/Coriander
- Paneer/Cheese
- Chuhe Ka Jhuta Khana Khane Se.
- Qabro Par Lagi Hui Taqti Ko Padhne Se. (Reading Name Plate Attached To Graves)
- Kisi Ko Phansi Dete Hue Dekhne Se (Saza Ke Taur Oe).
- Joon Ko Baalo’n Se Na Nikal Ne Se.
- Thahre Hue Pani (Taalab) Me Peshab Karne Se.
- Sar Ke Pichhle Hisse Me Hijamah Karwane Se.
- Purana Ya Ziyada Gosht Khane Se.
- Nadaan Logon Ke Sath Rehne Se.
- Ziyada Baatein Ya Behuda Guftagu Karne Se.