Jigar (Liver) Ki Bimari ka ilaaj
23/10/2026
Nabi (Saww) Ne Farmaya,
Jo Chahta He Ki Usse Kabhi Jigar (Liver) Ki Bimari Na Ho Wo Neem Garm Pani (Warm Water) Piye. Hamesha, Isse Maeda/Peyt Bhi Thik Hota Hai.
Imam Ali Reza (As) ne Jaundice ka ilaaj bataya :
Eik Shakhs Ne Imam Ali Reza (As) Ko Apni Jaundice Ki Alaamte (Symptoms) Batayi To Imam Ne Farmaya, Kheera (Cucumber) Le Kar Uski Khal (Skin) Ko Utaare Aur Pani Me Ubaal Le Aur Naashte (Breakfast) Me Teen Din Istemaal Kare.