Polycystic Ovaries, Fibroids Aur Uterus Infection Ka Ilaaj
23/10/2026
Polycystic Ovaries, Fibroids Aur Uterus Infection Ka Ilaaj
- Thandi Taaseer Wali Giza (Cold Nature Foods) Se Parhez Kare (Chicken, Fish, Orange, Yogurt, Tomato, Cucumber, Potato, Tea, Coffee)
- Har Roz Raat Me Sauf (Fennel) Ki Chaye Piyen, 2 Chammach Sauf Ko 250 ml Pani Me 15 Minute Ubaale Aur Fir Uss Me 2 Chammach Shahed Mila Kar Piyen.
- Har Teesre Din Raat Me Sana Makki/Patti (Senna Leaves) Ki Chaye Piyen, 2 Chammach Sana Makki (Senna Leaves) Aur 2 Chammach Gulaab Ki Pattiyo (Rose Petals) Ko 2 Glass Pani Me 15 Minute Ubaale Aur Fir Chhaan Kar Piyen.
- Peyt (Abdomen) Par Zaitoon Ka Tel (Olive oil) Lagaye.
- Har Roz Subah Naashte Me Khajoor (Dates), Kishmish (Raisins) Aur Til (Sesame) Ka Paste Khaye.